Message Category: Pepsi SMS
Submit by -
HyDer
Mobile -
+923344081461
Message ID -
77896
Characters -
547
Submit Date -
3/8/2012 2:01:35 AM
nashay se har Dam nidhal ankhain
'ye mast mast Be-misal ankhain
nashay se har Dam nidhal ankhain
uthain to hosh O hawas cheeinein
Giren to kar dein kamal ankhain
koi hai ? un k Karam ka talib
kisi ka shok-E- wisal ankhain
na yun jalain na yun satain
karin to kuch yeh khayal ankhain
hain jeeney ka bahana yaaro
yeh rooh prwar jamal ankhain
Draz palkain Ghazal ankhain
Muswari ka kamal ankhain
sharab RaB ne Haram kar di
Mgar rakhi hain Halal ankhain
Hazaro inse Qatal huwe hain
KHUDDA k bande sanbhal ankhaon'
|