ek acchi baat
1 minute se ziada nahi lega tumhari maghfirat ka bahana ban jaye....
regards
hazrat moosa aleh-e-salam ne allah se arz kia:-
ya allah kya yei acha hota ke dunya me 4 cheezen na hoti
1 zindagi hoti maut na hoti
2 sehat hoti bemaari na hoti
3 daulat hoti tangdasti na hoti
4 jannat hoti doozakh nahoti
ghaib se awaz aaee:-
1 agar zindagi hoti maut na hoti to mera deedaar kaise hota
2 sehat hoti bemaari na hoti to mujhe kon yaad karta
3 doulat hoti tangdasti na hoti to mera shukar ada kon karta
4 jannat hoti doozakh na hoti to mere azaab se kon darta
qayamat ka ek din 50 hazar saal ka hoga yani 1namaz qaza 2crore 88 lakhs
saal jahanum mein namaz qaza karne se itni badi saza hai toh socho namaz
nahi parne se kitna azaab hoga ye sab logon ko bhejo agar kisi ko bhi
hidaayat mil gayi to qayamat tak sawab milayga
tqalib e dua
shayan hussain
03443739875