salaam frnds
ap sub ko ishq e rasool s.a.w.w din mubbarak ho.... aj hume ghustakhana film pr ihtijaj kark apne nabi pak saww se pyar o muhabat ka saboot dena hai lakin ehtijaj se kisi ka nuqsan nhi hona chahea.. hume chahea k hum ap saww ki talimat parhen aur uspr amal kark duniya ko dikhaen...
shukariya
shayan hussain
03443739875
|
bilkul theek kaha aap ny shayan hussain
|
bilkul theek kaha aap ny shayan hussain
|
bilkul theek kaha aap ny shayan hussain
|
bahi ap ki bat bilkul thek hai but jo hamary musliman bahiyo ny jo kia us k bary mn ap kya kehty ho
|
thanksss all of you.......
|
protest hum sub ka haq hai. lkn as i mention before musalmano ki imlaq ko nuqsan puhnchana ya pakistan me jo bhi rehtay hain hindu sikh cristine even american bhi hon wo humari riyasat k ander atay hain unki sefty hum sub ki zimedari hai..
|
farhad bhai jo log pur tashadud protest kar rhe the unk lea me itna hi kahonga k un logon ko islami taleemat ko samjhne ki zarort hai aur humary nabi pak saww ki zindagi ka ba ghour jaiza lene ki zarort hai ... allah hum sub ko deen e haq samjhne ki us pr amal karne ki toufeeq ata farmae
ameen
|