khamosh zuban seekroon zubanon sy achi hy. naseehat ki baat chahy karwi ho qabool kar lay. sab sy acha nasha khidmat-e-khalq hy. ziyada baattain wo log karty hain jin ky pass kehny ko kuch nahi hota.
tum wo baat doosron ko q kehty ho jo tum khud nahi krty?? al quraan and nothing personal here...ese e yaad agai ayat mubarak..
basharat aap bohat achhi achhi baten krty ho aap se bohat kuch sekhny ka muqa milta hai.
thanks nazia
nazia rani aik sher to arz kar do