kia pakistan ko dehshat gardi sy pk hona chahiey ???????
|
pak to beta hona chahiye magar swal ye hai k kaise or dehshat gard koun hai woh jo police me kaam karte hain woh jo siyaset karte hain ya woh jo apne haq k liye larte hian?
|
yar haq kia hai ????? islam k name par agar ap logon ko marty ho to yeh haq ni hai meri jan sarasar dehshatgardi hai
|
i agree with you lekin aap dekho na k insaaf dene wale hi nahi insaaf karte to in becharoon k paas apni zindagi k ilawa kya reh jata hai dao pe lagane ko. islam me apne jism ko ya kisi aur insan ko tasshaddud karna gunah hai isliye me aapki baat se ittefaq karta hoon k kisi ki jaan nahi leni chahiye.
|
yaar maafi chahta hn ap sab ki baton per mein agree nahi hn q k pakistan1 bht mala maal country he her lehaaz se or bht se dushman mumalik ko ye baat pasand nahi he hamaray siasat daan hamaray nahi he america k hein hamaray taliban hamaray nahi hein america k hein hamari forces hamari nahi he america ki he hamari adalatein hamari nahi hein america ki he jis din ye sab cheezein hamari ho jajaye gi us din pakistan dehsat gardi se pak hojaye ga or ye galat fehmi he k koi siasat daan ye inqilaab la sakta he ye inqilaab srf or srf 1 momin la sakta he jis k dil mein allah ka dar hoga
|
1 chor jata hai us say bara chor aata hai inhon ne marna nhi hai kamar me lekar jayenge itna paisa gareeb log bhokhay mar rahay hain lanat hai aaise hukomarano par .
|
|
|
|
|
tijoriyan bharty hain log umr bhar k liye.
kissi ko nhi pata k mout ka farishta rishwat nhi leta.
|