"ye muhabbat b jhoota lagta hai"
"ishq ka sikka b khota lagta hai"
"ya to udaas hai meri aankhe"
"hafa ya patta boota lagta hai"
"kare koyi ek naya lafz ijad"
"bewafa os pe chota lagta hai"
"aaj jo dil mai dard nahi umeed"
"rooh badan se rootha lagta hai"