Message Category: Eid SMS
Submit by -
Prince Umar
Mobile -
+923218800317
Message ID -
71696
Characters -
271
Submit Date -
11/11/2011 9:49:53 PM
Eid kay Din Udaas say Ghar may
'Eid kay Din Udaas say Ghar may,
Aik Bewa Ghareeb Roti ha,
Us kee Beti yeh Pooch Bethi ha,
Eid Bangalon may he Kuyn hoti ha?
**********
*Ghareeb Maa....
Apnay Bachon ko yoon Manati ha,
Phir Bana lain gay Naye Kapray,
Yeh Eid to har saal he aati ha.'
|